Sawan Barasne Laga Lyrics
badal garajne laga sawan barasne laga badal garajne laga sawan barasne laga chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga badal garajne laga sawan barasne laga chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga ye hawa ka jhonka hai bada deewana aa gale laga le kyu kare bahana kya pyas jage kya aag lage ye boond hai ke angaare ras ghol gayi kuch bol gayi barsaat ki bochhare sanso ne sanso ko aise chhua jiwan mehakne laga badal garajne laga sawan barasne laga badal garajne laga sawan barasne laga chum lun labo se ye khili jawani hai bada nashila baarisho ka pani meri janejigar inkaar na kar baaho me mujhe tu bhar le teri jaan hun me kurbaan hun me jo chahe jiya wo kar le tune jo pahlu me mujhko liya ye tan mahakne laga badal garajne laga sawan barasne laga badal garajne laga sawan barasne laga chhayi mohabbat ki pyasi ghata ye dil tarasne laga