Sabr De Ya Mere Zakhmo Ko Lyrics
sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede warna phir mujhko tadapne ka salika dede sabar de ya mere zakhmo ko thak ke benoor huyi, dhundhne wali aankhe thak ke benoor huyi, dhundhne wali aankhe thak ke benoor huyi, dhundhne wali aankhe ab ilaahi mere pairo mein ujala dede sabar de ya mere zakhmo ko umar bhar jisne kadi dhup mein raahat di hain umar bhar jisne kadi dhup mein raahat di hain us sulagti huyi diwaar ko saaya dede warna phir mujhko tadapne ka salika dede sabar de ya mere zakhmo ko aarzu hain ke kisi aankh me aansu na rahe aarzu hain ke kisi aankh me aansu na rahe aarzu hain ke kisi aankh me aansu na rahe mere hatho mein koi aisa khilona dede warna phir mujhko tadapne ka salika dede sabar de ya mere zakhmo ko masiha dede sabar de ya mere zakhmo ko