Kar Bhala Hoga Bhala Anth Bhale Ka Bhala Lyrics
jinke karan galiyo galiyo bhatke thak kar chur hue bhich dagar me chhod ke dekho wo bhi hamse dur hue kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala aaj sab kuchh hai tera kal ka hai kisko pata aaj sab kuchh hai tera kal ka hai kisko pata kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala jaisa koi beej hai bota waisi chadhti bela yaha kaisa raja kaun bhikhari sab karmo ka khel yaha sath kisi ke mela koi bhatke akela kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala aaj sab kuchh hai tera kal ka hai kisko pata kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala jiwan kam hai dur hai manjil sapno me na dol jara nind me biti jaye umariya aankh musafir khol jara dekh tere jiwan ka ek din aur dhala kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala ghar baste hai roz jaha me baske ujadne ke liye milta hai har ek yaha par milke bichhadne ke liye chalti dagar hai dunia ek aaya ek chala kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala kal jo karega aaj bharega ye nagri wyapaar ki hai murakh ab kyu neer bahaye reet yahi sansar ki hai deep jo bujhaya kisi ka tera bhi bujhega diya kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala kar bhala hoga bhala ant bhale ka bhala