Palko Pe Saja Lo Lyrics
palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo dil me chhupa ke dil me chhupa ke, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo ho palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo dil me chhupa ke dil me chhupa ke, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo pyar ki hain bediya, ab hamare baho me chalte chalte aa gaye, chahat ki chhaw me wado ki vafao ki bandh li hain hathkadi jod li hain do dilo ne pyar ki ladi sine se laga lo, mujhe baho me chhupa lo ho siene se laga lo, mujhe baho me chhupa lo baho me chhupa ke mujhe sabse chura lo sabse chura ke sabse chura ke, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo khil gayi hain aaj, meri hasrato ki daliya dekh lu jaha wahi pyar ke nisha meri zindagi tumhari zindagi se yu judi nahar jis tarah kisi kinare se mili ho khsuhbu ki tarah, mujhe julfo me basa lo khsuhbu ki tarah, mujhe julfo me basa lo mujhe julfo me basa ke mujhe sanso me chhupa lo sanso me chhupa ke sanso me chhupa ke, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo ho palko pe saja lo, mujhe aankho me basa lo aankho me basa le mujhe, dil me chhupa lo dil me chhupa ke dil me chhupa ke, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo apna bana lo, sanam apna bana lo