Kudrat Ke Karishmo Mein Lyrics

kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti kambakht ye dil hi to, har ek gum ki wazah hain kambakht ye dil hi to, har ek gum ki wazah hain gar dil hi na hota to, koi baat na hoti khwabo me bhi phir unse mulakaat na hoti jine ka hunar aata, na marne ka salika jine ka hunar aata, na marne ka salika jo itani hasin ishq ki, shuruaat na hoti khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti saanso me na chandan hain na palko pe na sitaare saanso me na chandan hain na palko pe na sitaare tere bina phulo ki ye, barsaat na hoti tere bina phulo ki ye, barsaat na hoti khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti kudrat ke karishmon me, agar raat na hoti khwabo me bhi phir unse, mulakaat na hoti