Tumko Mubarak Ho Ye Shadi Khana Aabadi Lyrics

tadap tadap ke bhi aye yaar hum to ji lenge hamara kya hai ke hum to zahar ye pi lenge tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi apni kismat me to likhi thi ye barbadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi pyar nasibo se milta hai pyar nasibo se milta hai har ek phul kaha khilta hai kaha khilta hai kahta hai tumse hamara dil ye fariyadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi aaye na aaye thandi hawaye aaye na aaye thandi hawaye chhaye na chhyae kali ghataye kali ghataye humne ashqo se lagi ye dil ki bujha di tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tir chalaya hai apne jigar pe tir chalaya hai apne jigar pe bandha hai shehara yaar ke sar pe yaar ke sar pe humne khud lut ke tumhari duniya basa di tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi apni kismat me to likhi thi ye barbadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi