So Barso Tak Mai Tumhe Bas Yuhi Dekha Karu Lyrics
sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu sau barso ke bad mai sau barso mai hairan rahu phir sau barso dunia ki har bhasa me ye kahu sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu gujarta samay bhi ye mud mud ke dehke mohabbat me kaise koi kho gaya hai gujarta samay bhi ye mud mud ke dehke mohabbat me kaise koi kho gaya hai kahe chand tare suna hai jami par kisi ka diwana koi ho gaya hai kisi ka diwana koi ho gaya hai sau barso tak man hi man mai tumko chaha karu sau barso tak man hi man mai tum par marta rahu phir sau barso dunia ki har bhasha me ye kahu sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu hawa sun rahi hai ae sunti fizaye pahado pe gunji meri ye sadaye hawa sun rah hai ae sunti fizaye pahado pe gunji meri ye sadaye maru ya jiu mai tumhara rahunga amar pyar mera amar hai wafaye amar pyar mera amar hai wafaye sau barso tak ban ke mai ek jogi phirta rahu sau barso ek nam ki mala mai japta rahu phir sau barso dunia ki har bhasha me ye kahu sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu