Brahma O Brahma (Paintal) Lyrics

brahma o brahma deva o deva brahma o brahma deva o deva brahma o brahma deva o deva dede ek nari sundar si brahma o brahma deva o deva dede ek nari sundar si mujhe dulha bana meri shadi kara din raat mai tere gun gaaunga biwi ke bin nahi to ek din mai kha ke zahar mar jaauga brahma o brahma deva o deva dede ek nari sundar si hirani si chaal ho, resham se baal resham se baal ho phulo se gaal dekhe ye jahan hoke hairan sun o bhagwan chanchal ho aisi ho pariyo jaisi mere hone vale bacho ki amma brahma o brahma deva o deva dede ek nari sundar si brahma o brahma deva o deva brahma o brahma deva o deva teri vinti sun li maine sun o brahmchari tere liye mai le ke aaya, ye sundar nari teri vinti sun li maine sun o brahmchari tere liye mai le ke aaya, ye sundar nari ye ang sang tere dolegi kabhi aage se nahi bolegi tu dekhta hi rah jayega jab gori ghunghat kholegi khub karegi teri sewa, praano se pyari tere liye mai le ke aaya, ye sundar nari jai ho prubhu jab tak ji jaan hai bhagwan tujhko yaad karunga ek din me sau bar mai tera dhanyavaad karunga brahma o brahma deva o deva brahma o brahma deva o deva gori o gori jara ghunghat ko khol jara mukh se to bol gori ghunghat to khol jara mukh se to bol mai hu tera gulam kya hai ri tera naam bol kya hai tera naam apne pritam ke sath nahi ki ek baat tere sir ki kasam, aisi bhi kya sharam ari khana kharab, kuch to de jawab hai tu hai gungi are are, chal hat chal hat o bhagwan karte ho majak apne bhagato se ye to mati ka but hai, ise jaan de de is bejuban ko juban de de muh se kuch na kahe, to achchi bat hai aurat chup hi rahe to, achchi bat hai muh se kuch na kahe, to achchi bat hai aurat chup hi rahe to, achchi bat hai bhagat batuni aurton ke sath mardo ka gujara asambhav hai iski chinta aap mat karo parbhu vo chhod do mujh par mai dekh lunga acha bhagat jaise tere sanjog ja apne karmo ko bhog hat chhodo balam mere fute karam hat chhodo balam mere fute karam kaisi shadi hui barbadi hui nayi sarri nahi, nayi gadi nahi mera gajara la, mera kajara la la manga kurte do chaar manga sone ka haar manga kurte do chaar manga sone ka haar karenge pyar kal aaj hotal me chal sair mujhko kara koi picture dikha ye sab ager nahi ho sakta to mujhe de de talak chabhi ghar ki sambhal mai chali vapas bhopal brahma o brahma deva o deva kaisi ye nari sundar si brahma o brahma deva o deva kaisi ye nari sundar si jaan meri bacha ise tu chup kara din raat mai tere gun gaauga gungi bhali thi juba is ki chali to mai kha ke zahar mar jaunga brahma o brahma deva o deva kaisi ye nari sundar si brahma o brahma deva o deva brahma o brahma deva o deva aaj usko bhi dekh leti hu dunia ka nirman to mai kar sakta hu khali jholi motio se bhar sakta hu mai tufa ko rok du mai barkha ko tham lu parantu is agani ko mand nahi mai kar sakta aurat ka muh band nahi mai kar sakta bachao bachao aurat ka muh band nahi mai kar sakta