Jaadu Hai Tera Hi Jaadu Jo Mere Lyrics
jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga diwane mere ye to bata kya kiya tune mitha sa dard hone laga ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de maine to ye jana na, hota hai kya intzar mera dil kyun mane na, mujhko to ho gaya hai pyar main chain se pehle raton ko soti thi, tune meri ninde luti main chain se pehle raton ko soti thi, tune meri ninde luti ye rog kya tune lagaya, diwanapan kaisa jagaya jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga o jana meri ye to bata kya kiya tune mitha sa dard hone laga ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de janeman o janeja kya hai irada bata chhune de in honton ko honton se mere jara kya khoob hai main bhi kaisa diwana tha kyun ishq se anjana tha kya khoob hai main bhi kaisa diwana tha kyun ishq se anjana tha pagal mujhe tune banaya, chahat hai kya mujhko bataya jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga diwane mere ye to bata kya kiya tune mitha sa dard hone laga ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na ye kya huwa, pehle na aisa hota tha main hoon kahan main janu na koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de