Majboori Ke Mausam Me Lyrics

majboori ke mausam me bhi jeena padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain thoda sa samjotaa jaanam karna padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain kabhi kabhi kuch is had tak badh jaati hain lachaari kabhi kabhi kuch is hadtak badh jaati hain lachaari lagta hain ye jeevan jaise, bojh ho koi bhaari dil kehata hain roye dil kehata hain roye, lekin hasna padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain kabhi kabhi itani dhundhali ho jaati hain tasveere kabhi kabhi itani dhundhali ho jaati hain tasveere patta nahi chalta kadmon me, kitani hain zanjeere paaon bandhe hote hain paaon bandhe hote hain phir bhi chalna padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain ruth ke jaane waala baadal tutne waala taara ruth ke jaane waala baadal tutne waala taara kisko khabar in lamhon me, bann jaaye koi sahara duniya jaisi bhi ho duniya jaisi bhi ho rishta rakhna padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain thoda sa samjotaa jaanam karna padta hain majboori ke mausam me bhi jeena padta hain