Aaine Ke Samne Is Tarha Se Lyrics

aaine ke saamne aaine ke saamne is taraha se jaaya na karo aaine ke saamne is taraha se jaaya na karo kuch aaine bhi jyaadar huaa karte hain wo agar seene se lipta lenge to phir phir kyaa hoga aaine ke saamne is tarah se jaaya na karo husn daulat hain usse sabko dikhaya na karo husn daulat hain usse sabko dikhaya na karo baag me ghumne tum shaam ko jaaya na karo dekho phoolo me bhi kuch chor huaa karte hain rang woh gaalon ka chura lenge to phir phir kyaa hoga aaine ke saamne is taraha se jaaya na karo ban sanwar ke kabhi bazaar me jaaya na karo ban sanwar ke kabhi bazaar me jaaya na karo saath chalte huye tum haath chhudaya na karo tum pe sab logo ki nazaren hain tumhein kyaa maalum bheed me woh tum ko chhupa lenge to phir phir kyaa hoga aaine ke saamne is tarah se jaaya na karo koi mehfil ho mere saath tum aaya na karo koi mehfil ho mere saath tum aaya na karo dosto se mere tum hath milaya na karo dosto me kahin shayar huaa karte hain tumko woh shero me saja lenge to phir phir kyaa hoga aaine ke saamne is taraha se jaaya na karo kuch aaine bhi jyadar huaa karte hain wo agar seene se lipta lenge to phir phir kyaa hoga aaine ke saamne iss taraha se jaaya na karo