Dhoom Pichak Dhoom Lyrics

yaar meri dhadakan aa re chand ke hai sang sitare yaar meri dhadakan aa re chand ke hai sang sitare saath rahte hai ab sare mainn akela re khilkhilati hai ye nadiyan nadiyan mein ek naiya naiya ka main hu khebaiya kyon akela re ab aa bhi ja sabko bata kya tera mera nata re tum ho meri mainn tumhara chhota sa sansar hamara age jaane ram kya hoga kahta hai jo kahe zamana tera mera pyar purana aage jaane ram kya hoga kaise diya aur bati sare sukh dukh ke hum saathi bahke purvaiya hi gaati mainn tumhara re ho rat meri din hai tere tere aansu ab hai mere pyar ke honge savere na ghabrana re ab na sharma sab ko bata kya tera mera nata re tum ho meri mainn tumhara chhota sa sansar hamara age jaane ram kya hoga tohar bina majhi man nahi maane phire aisi jata marta se jatan kare rakhibo toke mor buker modhye, majhi re aa bhi ja, aa bhi ja saans meri pukare har din aa bhi ja, na sata nahi jeena tere bin kyon ki tum ho meri mainn tumhara chhota sa sansar hamara aage jaane ram kya hoga kahta hai jo kahe zamana tera mera pyar purana aage jaane ram kya hoga aa bhi ja, aa bhi ja aa bhi ja, aa bhi ja kyon ki tum ho meri mainn tumhara chhota sa sansar hamara aage jaane ram kya hoga kahta hai jo kahe zamana tera mera pyar purana aage jaane ram kya hoga aage jaane ram kya hoga aage jaane ram kya hoga