Khel Khiladi Khel Lyrics
khel ye khiladi ka khel ye khiladi ka 
  kaam nahi ye anadi ka supar police 
  khel ye khiladi ka supar police 
  khaki vardi kala chasma kala pathar dil hai policewala 
  phir bhi maine dil de dala ok 
  khaki vardi kala chasma kala pathar dil hai policewala 
  phir bhi maine dil de dala ok 
  tu bhi de de dil supar police 
  dil ko hai teri hi bas khwaish
  tu bhi de de dil supar police 
  dil ko hai teri hi bas khwaish
  tu hai chor main police wala tu andhera main ujala 
  apna mail na hone wala ok 
  tu hai chor main police wala tu andhera main ujala 
  apna mail na hone wala ok 
  cho cho chori ki saza dunga tu tu tujhko na chhodunga 
  cho cho chori ki saza dunga tu tu tujhko na chhodunga 
  khel ye khiladi ka khel ye khiladi ka 
  kaam nahi ye anadi ka 
  
  mujhse nigahe milane ka sochna na
  main teri baaton mein aaunga na 
  apne bhi seene mein chota sa ik dil hain 
  aaya hain tujhpe to karna bhi kya 
  tan tera gora gora man tera kala kala 
  tujhko hi chahu main tu hi takdeer banna 
  bigadi takdeer teri tujhe mili hai kaid meri 
  khaki vardi kala chasma kala pathar dil hai policewala 
  phir bhi maine dil de dala ok 
  tu hai chor main police wala tu andhera main ujala 
  apna mail na hone wala ok 
  tu bhi de de dil supar police 
  dil ko hai teri hi bas khwaish
  cho cho chori ki saza dunga tu tu tujhko na chhodunga 
  khel ye khiladi ka kaam nahi ye anadi ka
  
  sara zamana hi mera diwana hain 
  lekin main hun diwani teri 
  ye jailkhana hi tera thikana hain 
  isme kategi jawani teri 
  teri baaho ki main kaidi banna chahu 
  tujhpe one forty four ka section main lagaau 
  jo bhi section ho jaldi action le le gale laga le 