Mai Kya Karu Kya Karu Lyrics

main kya karu kya karu kya karu kya karu main kya karu kya karu kya karu kya karu prem diwani hu par main anjani hu uljhi hai jo dori wo main kaise suljhau main kya karu kya karu kya karu kya karu mat bhul ja ke tu afsara hai tujhko annat jiwan mila hai mujhe logo se sunna pada par kya karungi yug yug main jeke pritam ke sang ek pal jo bite wo pal hai yugo se bada tod ke har bandhan chhod ke har angan man kahe har pal pi ke sang main bitau main kya karu kya karu kya karu kya karu main chali thi sapno ke rath mein fir chalte chalte mujhe man ke path mein ye dauraha kaise mila ek aur sab rit rasmein aur ek aur chaht ki kasme ab kya main kahu kya mila ek aur jivan hai ek aur sajan hai meri jo uljhan hai kaise samjhau main kya karu kya karu kya karu kya karu