Kuch Khona Hai Kuch Pana Hai Lyrics

kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel purana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel purana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel purana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte jana hai kabhi sukho ka mela, kabhi hai akela ye jiwan ho kabhi sukho ka mela, kabhi hai akela ye jiwan ho kon apna begana ye jana pahchana, ye na pahchaan tera man ho prem ki sargum gau hardum, mai hu prem pujari dil lena dil dena janu, janu na dunia dari dharti ki lay pe jiwan ko, ek mitha geet banana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel purana hai hona hai jo ho jaye kahe ghabraye, tu pagle o hona hai jo ho jaye kahe ghabraye, tu pagle o insan agar hai tu sachha, to hoga achha ho dekh nayi dunia ki ahe, bahe khol pukare nayi subah ka suraj hoga, honge naye sitare sapno ke sahar me jana hai, jakar ko pana hai jab tak ye sans chalegi, yara ye to chalte jana hai kuch khona hai kuch pana hai, jiwan ka khel purana hai