Baba Ki Bitiya Hui Parayi Lyrics

baba ki bitiya hui parayi, jhar jhar bahti hai asuan dhara kahe ko roye babul more, chhod chali me apna dhular raja ho ya rank ho koi, sab ne is par mangi dhar baba ki bitiya hui parayi, jhar jhar bahti hai asuan dhara kahe ko roye babul more, chhod chali me apna dhular pahle fere ka pahala vachan hai pahle fere ka pahala vachan hai, mera pati parmesawar jaise duje fere ka duja vachan hai duje fere ka duja vachan hai, saas sasur ma baba jaise tije fere ka teeja vachan hai, me ghar ki maryada badhau chote fere ka chota vachan hai, vansh bel ko aage badau dholi uthi hai hui vidayi, leke chale hai jaan ka hath baba ki bitiya hui parayi panchve fere ka panchva vachan hai panchve fere ka panchva vachan hai, garh laxmi ka rup dharu me chatve fere ka chatva vachan hai chatve fere ka chatva vachan hai, dever nanad ko bai bahan kahu me satve fere ka satva vachan hai, jab bhi maru me suhagan maru me sato vachan jo mene liye hai, ram kirpa se pure karu me mayake se uth ke, aa gayi doli, pahuch gayi hai sajna ke dwar