Pyar Kiya To Nibhana (Sad) Lyrics
?mana ki gam milenge 
  chahat ki is dagar pe 
  mana ki gam milenge 
  chahat ki is dagar pe 
  fir bhi nikal pade hum 
  is pyar ke safar pe 
  
  aakhir to hona hi hai 
  dildaar se milan 
  khil ke rahega tere mere 
  pyar ka chaman 
  premi jab tak hain duniya me 
  gata gayenge ye tarana 
  pyar kiya to nibhana 
  pyar kiya to nibhana 
  pyar kiya to nibhana 
  pyar kiya to nibhana
                            
                            
                        