Tumhi Ne Meri Zindagi Kharab Ki Hai Lyrics
tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhare liye hi maine sharab pee hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhare liye hi maine sharab pee hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  
  maine to tumse pyar kiya chahat pe yakin dildar kiya
  mai pagal aashiq bechara mujhe hans hans ke tune mara
  ae kash mujhe pehle pata hota hokar barbad na mai rota
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhare liye hi maine sharab pee hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  
  kise kya hak mai jita hu apne jakhmo ko sita hu
  tum yaad jame hai sine me aaye na maja ab jine me
  is chahat ka inam na ek pal bhi na aaram yaha
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
  tumhare liye hi maine sharab pee hai
  tumhi ne meri jindagi kharab ki hai
                            
                            
                        