Bade Miyan To Bade Miyan Chhote Miyan Subhan Allah Lyrics
koi hume pyar kare koi jaan nisar kare ha koi hume pyar kare koi jaan nisar kare dekh ke humko to kahte hai log bade miya to bade miya chhote miya subhan allah bade miya bade miya chhote miya subhan allah bade miya to bade miya chhote miya subhan allah koi hume pyar kare koi jaan nisar kare ha koi hume pyar kare koi jaan nisar kare dekh ke humko to kahte hai log balla bade miya to bade miya chhote miya subhan allah bade miya bade miya chhote miya subhan allah bade miya to bade miya chhote miya subhan allah ha ye jamana hai naya ye tarana hai naya humne mil ke jo likha vo fasana hai naya ha ye jamana hai naya ye tarana hai naya humne mil ke jo likha vo fasana hai naya gunguru tut gaye bajte saaj ruke apne aage yaha takto taaj juke apni aan jutta apni shan jutta teri iss mahfil ka rang badal denge hum haha teri iss mahfil ka rang badal denge hum yuhi hi masti me sang aaj nach balla bade miya ha, bade miya to bade miya chhote miya subhan allah bade miya bade miya chhote miya subhan allah ha hum jo kaam kare vo khule aam kare hum ko log yaha yuhi bhi badnam kare ha hum jo kaam kare vo khule aam kare hum ko log yaha yuhi bhi badnam kare o meri jaane jigar humko sabki khabar koi bhi bach na saka itni tej najar hum jaha yaar gaye bazi mar gaye apni jeet huyi dusman har gaye apni baato pe na koi yakin kare o apni baato pe na koi yakin kare hum to karte hai do aur do panch wala bade miyaa hoye hoye bade miya bade miya chhote miya subhan allah bade miya to bade miya chhote miya subhan allah koi hume pyar kare koi jaan nisar kare ha koi hume pyar kare koi jaan nisar kare dekh ke humko to kahte hai log balla bade miya to bade miya chhote miya subhan allah bade miya bade miya chhote miya subhan allah bade miya to bade miya chhote miya subhan allah bade miya bade miya chhote miya subhan allah subhan allah