Mama Miaa Lyrics
aankho me tufan hai, chadhti hai umar dil me kuch armaan hai mujhko hai khabar hontho pe hansi bholi bhali phulo ki tarah joshili lagan hai niraali bolu kis tarah thoda wo kabhi muskura de masti se bhare hai irade koi jab use kuch bata de, bole shukariya thoda wo kabhi muskura de masti se bhare hai irade koi jab use kuch bata de, bole shukariya mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka wo hausle me na kisi se haare wo chah me bhi hai number one hai bol uske pyar se bhi pyare zara abhi hai bachpan mama miya mama miya sapno me rahe man me jo bhi soche wo hi haasil kar le mama miya mama miya sapno me rahe man me jo bhi soche wo hi haasil kar le pahli pahli baar ka pahla pyar hai milne jana hai use, dil bejaar hai aayega kabhi waha wo bhim thahri ye soch ke sahmi se khadi rahi gumsum dil me dar liye milne ki wo hasi wo ghadi thi kismat se wahi main khadi thi dekha kya ajab aashiqi thi ulfat ke liye milne ki wo hasi wo ghadi thi kismat se wahi main khadi thi dekha kya ajab aashiqi thi ulfat ke liye mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka wo hausle me na kisi se haare wo chah me bhi hai number one hai bol uske pyar se bhi pyare zara abhi hai bachpan mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka mama miya mama miya natkhat hai bada apni dhun me rahta hai wo kya hai ladka