Guzre Zamane Lyrics
gujre zamane yaad aate hai dard purane yaad aate hai beete din, beeti raate chahat ke sare vaade afsane yaad aate hai gujre zamane yaad aate hai dard purane yaad aate hai gujre zamane yaad aate hai dard purane yaad aate hai din baharo ke gaye kahan zindagi me chha gaye khiza na jane kaise tuta mera sapna main dekhu, jaha dekhu dhua hai nasina jane kaise khafa hua na jane kisne luta mera jahan roye mera dil, aur bhigi hai aankhe jal uthi hai saanse bikhre fasane yaad aate hai dard purane yaad aate hai gujre zamane yaad aate hai dard purane yaad aate hai kisse puchhu main tera pata kaise bhulu main tujhe bata koi bhi nahi mera yaha apna tere bina jeena to saza hai akela, main akela ab kya karu mile na kahin tera koi nishan aaja ab ha tera pyar pukare mere sahare tute tarane yaad aate hai dard purane yaad aate hai gujre zamane yaad aate hai dard purane yaad aate hai