Mera Dil Gaya Lyrics
mera dil gaya, mera ghar luta ab kya kahu main tujhe kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa tune gham diya, mujhko pyaar ka ab kya kahu main tujhe kiya barbad mujhe, nikla bewafa mera dil gaya phulo ki sej pe soyegi tu khaabo ki waadiyo mein khoyegi tu ho phulo ki sej pe soyegi tu khaabo ki waadiyo mein khoyegi tu qatl mera tune kiya huyi bhul mujhse ke maine tujhe dil diya bhul gaye vaade tujhe kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa mera dil gaya, mera ghar luta mera dil gaya aaj suhaani teri raat hain aur hi koi tere saath hain aaj suhaani teri raat hain aur hi koi tere saath hain teri khushi tujhko mili le gayi meri jaan, juthi teri dillagi raham na aaya tujhe kiya barbad mujhe, nikla bewafa tune gham diya, mujhko pyaar ka tune gham diya luta hain apna banake mujhe chhoda hain manzil pe laake mujhe ho luta hain apna banake mujhe chhoda hain manzil pe laake mujhe rota raha ye dil mera puchha na tune kabhi, pyaar dekha tera bhul gaye vaade tujhe kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa mera dil gaya, mera ghar luta ab kya kahu main tujhe kiya barbad mujhe, nikli tu bewafa tune gham diya, mujhko pyaar ka ab kya kahu main tujhe kiya barbad mujhe, nikla bewafa mera dil gaya