Sagar Se Bhi Gehri Ye Tanhaiya Lyrics
samundar ki lahre apne saro pe jhaank ke taaz sajaye ithlaati hui sahilo ki taraf badhti hain sahilo par chattane lahre chaknachur ho jati hain aksar sapne bhi sachchai se takraakar yun hi tutate hain magar dil wo kambkhat hain ki fir bhi ummid karta hain saayad kabhi saayad kahin saagar se bhi gahri hain tanhaiya raat se bhi kali gam ki parchhaiyan dhundati hu tumhe, khoye naa jane ho tum kaha tum kaha, tum ho kahan tm ho kahan, tum ho kahan saagar se bhi gahri hain tanhaiya raat se bhi kali gam ki parchhaiyan dhundati hu tumhe, khoye naa jane ho tum kaha tum kaha, tum ho kahan suni suni hain suni suni hain sapno ki ye vaadiyan suna suna hain suna suna hain armano ka ye jaha suni suni hain suni suni hain sapno ki ye vaadiyan suna suna hain suna suna hain armano ka ye jaha phaila hain in hawaon me jaise dhuaan tum ho kahan, tum ho kahan tum ho kahan khoyi khoyi hain khoyi khoyi hain dhadak ki har daasta khoya khoya hain khoya khoya hain yaadon ka har kaarvaan khoyi khoyi hain khoyi khoyi hain dhadak ki har daasta khoya khoya hain khoya khoya hain yaadon ka har kaarvaan hairaan hain ye jamin aur ye aasmaan tum ho kahan tum ho kahan saagar se bhi gahri hain tanhaiya raat se bhi kali gam ki parchhaiyan dhundati hu tumhe, khoye naa jane ho tum kaha tum kaha, tum ho kahan tm ho kahan, tum ho kahan