Tum Nahi Toh Jaise Mere Lyrics
ek samay tha ki fizaaon mein sangit ghula tha hawayein ghanere paidon mein chhup ke apni raginiyan sunati thi phool jhumte the pattiyan sarsarati thi nadiyaan jharne panchhi sabhi to gungunaa rahe the ab jab tum nahin ho to apni aawaz bhi sunayi nahin deti tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare aa sun le tu meri khamoshiyon ki sadaa ab aa bhi jaa sun le tu woh bhi, maine nahi jo kahan ab aa bhi jaa tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare kaise main kahun hairaan si hoon kaisi ajab si baat hai lekin tere bin hote nahin din bas ek lambi raat hai sunsaan raahein sehmi hui hai fizaa ab aa bhi jaa tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare waise to yahan ho ke meharban milne ko aaye log hain tu hai par kahan mere hum zaban ye to paraye log hain mera nahin hai koi bhi tere siwa ab aa bhi jaa tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare sunle tu meri khamoshiyon ki sadaa ab aa bhi jaa sun le tu woh bhi maine nahin jo kahan ab aa bhi jaa tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare tu nahin to jaise mere hothon se geet hi kho gaye saare tu nahin to mere liye mere sur ajnabi ho gaye saare