Huzur Itanaa Agar Ham Par Karam Karate Lyrics

huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha tagaaful aap karte hai sitam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha kaha kisne ke ye jor-o-jafa mat kijiye ham par kaha kisne ke ye jor-o-jafa mat kijiye ham par bas itni si guzarish hai ke kam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha khuda ki maharabaani hai, khuda ki, khuda ki khuda ki maharabaani hai ke achchhe hai magar gam hai khuda ki maharabaani hai ke achchhe hai magar gam hai khuda ne maharabaani ki sanam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha gazal me dard-o-gham apne bayaan karne se kya hoga gazal me dard-o-gham apne bayaan karne se kya hoga ye baate ham unhe khat me raqam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha tagaaful aap karte hai sitam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha huzur itna agar ham par karam karte to achchha tha