Mushkil Hai Bachaana Dil Ka Lyrics
nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka dard uth uth ke batata hai thikana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka haaye wo pehli mulakaat mein mera rukna haaye wo pehli mulakaat mein mera rukna aur uska wo lagavat se badhana dil ka aur uska wo lagavat se badhana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka jee lage aapka aisa ke kabhi jee na bhare jee lage aapka aisa ke kabhi jee na bhare dil lagakar jo sune aap fasana dil ka dil lagakar jo sune aap fasana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka teer par teer lagakar wo kaha karte hain teer par teer lagakar wo kaha karte hain kyun ji tum khel samajhte the lagana dil ka kyun ji tum khel samajhte the lagana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka dard uth uth ke batata hai thikana dil ka nawaqe naaz se mushkil hai bachana dil ka