Hey Lakshmi Hey Saraswati Hey Gangay Lyrics

hey lakshmi hey saraswati hey gange o matao din dukhi tere balak tujhe bulaye teri daya ki bund bina aisa na ho mar jaye pyasa hai jag sara pyas bujha de bunde daya ki maiya ab barsa de karodo aatmaye tujhko pukare jal barsa re jal barsa re pyasa hai jag sara pyas bujha de bunde daya ki maiya ab barsa de sunke dukhiyo ki pukar ganga chali banke jaldhar sunke dukhiyo ki pukar ganga chali banke jaldhar har har karti veg se bahti karne pawan ye sansar ganga chali banke jaldhar sunke dukhiyo ki pukar ganga chali banke jaldhar sunke dukhiyo ki pukar ganga chali banke jaldhar prabal veg ganga ki dekhkar mahadev shiv shankar mahadev shiv shankar mahadev shiv shankar asur ke tan par khade huye lene sar pe ganga ki lahar ganga ki lahar, ganga ki lahar manav ko navjivan dene ambar se kal kal karti pawan jal ki dhara bankar chali lakshmi saraswati teeno maa ki jaldhara se mitega jab papi danav tab bojh hatega dharti ka sukh shanti payega manav sukh shanti payega manav badal umda bijli chamki garaj utha aakash nadiya umdi sagar lahra chhaya chahu ullas jal ki sukhad tarang ang phir magan huyi pyasi dharti aayi swarg se nadi rup dhar ganga lakshmi saraswati apne putar ke mahakaary se maa ka jivan hua dhanay apne bhakt ki mahima dekhar pulkit ho uthe narayan pulkit ho uthe narayan bhaj man narayan narayan narayan bhaj man narayan narayan narayan narayan narayan narayan shri narayan narayan narayan narayan shri narayan narayan narayan narayan shri narayan narayan hari narayan hari narayan