Pativrata Siya Purushottam Shri Ram Lyrics
pativarta siya purushottam shri ram pativarta siya purushottam shri ram siya ram ki kahani suno humari jubani haum dono kare unko parnam pativarta siya purushottam shri ram pativarta siya purushottam shri ram kathin din the panchvati ke surpankha mohit hui un pe lakshman ne surpankha ke nak kan kat diye pal me ravan fir krodh me aaye jake sita ko har laye jab ye suna ram ji ne hanuman lanka padaye lanka sagar ke hai par huye udane ko taiyar hanuman chale leke prbhu nam pativarta siya purushottam shri ram pativarta siya purushottam shri ram varlap sun janki ka hanuman ne jake dekha ashok vatika me wo baithi karuna me dubi thi sita anguthi jo sath laye sita ji ko batalaye jispe likha hua tha shri ram pativarta siya purushottam shri ram pativarta siya purushottam shri ram hanuman lanka jala ke shri ram ke pas aaye nahuman lanka jala ke shri ram ke pas aaye sugariv apne sang me banar sena leke aaye badal yudh ke fir chhaye setu sagar pe banaye vijay karn chale lanka shri ram pativarta siya purushottam shri ram pativarta siya purushottam shri ram yudh hua fir bhaynkar saty ban dhar ke dhanur par das shish kate ravan ke harshit huye devta nar sita ji ko lekar aaye agani pariksha karwai pariksha badi thi vichitar sita mai ji thi pavitar kiya kaisa ye anyay log karne lage haye kiya kaisa ye anyay log karne lage haye agani dev kare sita ko parnam agani dev kare sita ko parnam