Hare Rama Hare Krishna Lyrics
hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  
  jo ishwar kan kan me samaya
  wahin krishna ke roop me aaya
  ho jo ishwar kan kan me samaya
  wahin krishna ke roop me aaya
  kaisa viraat ne rup dikhaya
  shyaam hai bhram to raadhe kaaya
  khud bhi naache jag ko nachaye
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  
  teen lok ko jo rachta hai
  nar leela karta phirta hai
  shyaam ki batiyaan radha jaane
  mann maage maakhan ke bahane
  shyaam ki radha, radha ka shyaam
  har koi bole radhe shyaam
  ek hai dono alag hai naam
  shyaam me radhey radhey me shyaam
  
  boond se jo saagar ka rishta
  jeev se jo ishwar ka rishta
  ho boond se jo saagar ka rishta
  jeev se jo ishwar ka rishta
  sab rishton se jo paawan hai
  wo radha girdhar ka rishta
  mayiyaa yashoda tujhko manaaye
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  dhavali bachhiya kapila gaay
  dudh piyo govinda raay
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
  hare rama hare krishna
  krishna krishna hare hare
                            
                            
                        