Aankhon Mein Chanda Lyrics

aankhon mein chanda chanda hai mama aankhon mein chanda chanda hai mama iska mera rishta hai koi rishta puraana aankhon mein chanda chanda hai mama aankhon mein chanda chanda hai mama iska mera rishta hai koi rishta puraana mama ye tera hai tera deewana mama ye tera hai tera deewana chalo chale khele wahi khel purana jaise ki chanda sitaron mein ek hain mama humaara hazaron mein ek hain jaise ki chanda sitaron mein ek hain mama humaara hazaron mein ek hain duniya meri tu mera khazana duniya meri tu mera khazana pyaar mujhe sara hai tujhpe lutana aankhon mein chanda chanda hai mama aankhon mein chanda chanda hai mama iska mera rishta hai koi rishta puraana chal teri gudiya ki shaadi kara dun pyaara sa dulha raja main laa dun chal teri gudiya ki shaadi kara dun pyaara sa dulha raja main laa dun jab gudiya ho pardesh ravaana jab gudiya ho pardesh ravaana tu apni gudiya ko bhul na jaana aankhon mein chanda chanda hai mama aankhon mein chanda chanda hai mama iska mera rishta hai koi rishta puraana mama ye tera hai tera deewana mama ye tera hai tera deewana chalo chale khele wahi khel purana