Tera Gam Mera Gam Ek Jaisa Sanam Lyrics
tera gham mera gham ek jaisa sanam
tera gham mera gham ek jaisa sanam
ham dono ki ek kahani
aja lag ja gale dil jani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
ham dono ki ek kahani
aja lag ja gale dil jani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
mai achhi buri jaisi bhi hu
tu achha bura jaisa bhi hain
mai teri hu kaisi bhi hu
tu mera hain kaisa bhi hain
tu mera hain kaisa bhi hain
tera gham mera gham ek jaisa sanam
tera gham mera gham ek jaisa sanam
ham dono ki ek kahani
aja lag ja gale dil jani
tera gham mera gham ek jaisa sanam
tute huye dil ki kashti ko
tufan me kinara mil jaye
tu tham le mera hath agar
dono ko sahara mil jaye
dono ko sahara mil jaye
tera gham mera gham ek jaisa sanam
tera gham mera gham ek jaisa sanam
ham dono ki ek kahani
aja lag ja gale dil jani
tera gham mera gham ek jaisa sanam