Duniya Parayi Log Yaha Begane Lyrics
duniya parai log yaha begane dil par jo biti wo dil hi jane apne desh me hum hai pardesi koi na pahchane duniya parayi log yaha begane dil par jo bite wo dil hi jane kaisa gham hai kya majburi hai kaisa gham hai kya majburi hai paas hai jo unse bhi duri hai dil yu tadape jaise koi gunga bolna chahe lekin sab hai anjane apne desh me hum hai pardesi koi na pahchane duniya parayi log yaha begane dil par jo bite wo dil hi jane koi bata de hum kyu jinda hai koi bata de hum kyu jinda hai hum kyu khud se bhi sharminda hai apni hi aankho se gire hai banke hum ek aansu mane koi ya nahi mane apne hi desh me hum hai pardesi koi na pahchane duniya parai log yaha begane dil par jo bite wo dil hi jane apne hi desh me hum hai pardesi koi na pahchane koi to jine ka bahana ho koi to jine ka bahana ho koi wada ho jo nibhana ho koi safar koi to rasta koi to manzil ho sunle aye dil diwane apne desh me hum hai pardesi koi na pahchane duniya parai log yaha begane dil par jo bite wo dil hi jane socha hai ab dur chale jaye socha hai ab dur chale jaye apne sapno ki duniya paye us duniya me pyar ke phul aur khushiyo ke moti hai jo na diye is duniya ne apne hi desh me hum hai pardesi koi na pahchane duniya parai log yaha begane dil par jo bite wo dil hi jane apne hi desh me hum hai pardesi koi na pahchane