Katti Katti, Maan Mere Bhaai Maan Jaa Lyrics
batti batti batti batti, katti katti ho katti katti batti batti batti batti, katti katti ho katti katti maan mere bhai maan jaa aise ruth ke naa jaa dil tod ke jaan chali jaaye jism se bhai jaa nahi bhai ko chhod ke batti batti batti batti, katti katti ho katti katti batti batti batti batti, katti katti ho katti katti maaf kar do maaf kar do ho gayi hai jo khata chhodo chhodo jaane do naa roko naa mera rasta dekho ji dekho muskura ke haatho ko mere thaam lo jaao ji jaao naa pata ji aise naa meraa naam lo jaan de dunga kasam se tum gaye jo muh mod ke batti batti batti batti, katti katti ho katti katti batti batti batti batti, katti katti ho katti katti mai tumhara tum ho mere naa hai koi tisra tum padho aage badho bas hai yahi meri dua mai hu tumhari zindgaani aake laga lo tum gale tum pe kabhi naa aanch aaye rakhu tumhe palko tale ham to is duniya me aaye janmo kaa naata jod ke batti batti batti batti, batti batti ho batti batti batti batti batti batti, batti batti ho batti batti maan mere bhai maan jaa aise ruth ke naa jaa dil tod ke jaan chali jaaye jism se bhai jaa nahi bhai ko chhod ke batti batti batti batti, batti batti ho batti batti batti batti batti batti, batti batti ho batti batti batti batti ho batti batti batti batti ho batti batti