Aankho Se To Kaam Hua Hai Lyrics
unki aankho ka kajal to dekhe koi aisa lagta hai kashmir me raat hai rind dekhe to hu maikade ka guman alla alla un aankho ki kya baat hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai kajal kyu badnam hua hai kajal kyu badnam hua hai aankho se to kaam hua hai jitne dawa ki utne hi tadpe jitne dawa ki utne hi tadpe jahar se kuch aaram hua hai jahar se kuch aaram hua hai aankho se to kaam hua hai jis din humne mehandi lagayi jis din humne katal kar ke chala jo ruth ke katil mera khun duada mera katil ko manane ke liye hath thak jayenge kyu pis rahe ho mehandi khun hazir hai hatheli pe lagane ke liye jis din humne mehandi lagayi jis din humne mehandi lagayi shahar me katle aam hua hai shahar me katle aam hua hai aankho se to kaam hua hai jab se huye hum pyar me ruswa jab se huye hum pyar me ruswa khub humara naam hua hai khub humara naam hua hai aankho se to kaam hua hai julfo par sawan ka mahina julfo par tum meri julfe ki rahgir ko kyu dekhte ho aur mere panv ki janjir ko kyu dekhte ho tum to kahte the meri sakl se nafrat hai tumhe mujhse chup kar meri tasvir ko kyu dekhte ho julfo par sawan ka mahina julfo par sawan ka mahina jhum ke khud nilam hua hai jhum ke khud nilam hua hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai kajal kyu badnam hua hai kajal kyu badnam hua hai aankho se to kaam hua hai