Pyar Aur Mohabbat Ka Itna Hi Fasana Hai Lyrics

sikayat hai na kuch tumse gila hai bichadna to mukadar me likha hai batau kya jara si jid ki khatir mai uss se aur wo mujh se juda hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai pyar aur mohabbat ka pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai ek taraf hai tanhai tanhai ek taraf hai tanhai ek taraf zamana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai umar bar mujhe yuhi ghum ka bojh uthana hai umar bar mujhe yuhi ghum ka bojh uthana hai umar bar mujhe yuhi umar bar mujhe yuhi ghum ka bojh uthana hai dil pe jakham khana hai khana hai dil pe jakham khana hai aur muskurana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai apne hotho ki ek hasi rakh do mere kamre me roshni rakh do mujhko majburiya ne ghera hai tum mera naam matlabi rakh do dekh ker in aankho ko mast ho gaye hum bhi dekh ker in aankho ko mast ho gaye hum bhi dekh ker in aankho ko dekh ker in aankho ko mast ho gaye hum bhi ye tumhari aankhe hai, aankhe hai ye tumhari aankhe hai ya sharab khana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai wo hai dil mai dhadkan hu wo ghata mai sawan hu wo hai dil mai dhadkan hu wo ghata mai sawan hu wo hai dil mai dhadkan hu wo hai dil mai dhadkan hu wo ghata mai sawan hu mai hu uske dil ki shayari, shayari mai hu uske dil ki shayari wo mera afsana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai mohabbat jab sakune zindagi barbaad karti hai to lab khamosh rahte hai najar fariyad karti hai jigar raahe wafa me naksh aise chhod aaye hai ki duniya dekhti hai aur humko yaad karti hai haye iss mohabbat ka raaz koi kya jaane haye iss mohabbat ka raaz koi kya jaane haye iss mohabbat ka haye iss mohabbat ka raaz koi kya jaane jisne gham uthaye hai, uthaye hai jisne gham uthaye hai usne raaj jana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai pyar aur mohabbat ka pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai ek taraf hai tanhai tanhai ek taraf hai tanhai ek taraf zamana hai pyar aur mohabbat ka itna hi fasana hai