Ek Taraf Akeli Mohabbat Hai, Ek Taraf Ye Sara Jamana Hai Lyrics

ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara jamana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf sara jamana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai jor kitna bhala is jamane me hai josh kitna bhala dil diwane me hai jor kitna bhala is jamane me hai josh kitna bhala dil diwane me hai aaj ye aazmana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi ab jo hota hai ho jaye kuch gum nahi aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi pyar aisa diwana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya hamne jab pyar karne ka wada kiya, wada kiya sath jine ka marne ka wada kiya, wada kiya ab ye wada nibhana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai ek taraf akeli mohabbat hai, ek taraf ye sara zamana hai aaj jane kya ho jana hai, aaj jane kya ho jana hai aaj jane kya ho jana hai