Dhanya Dhanya Narad Ki Vani Lyrics
neel ne shuru kar diya bhutnath par bhasm chadhana ise banakar niyam nitay ka dev rishi ka kahna mana jivan bhar ye tek nibhani jivan bhar ye tek nibhani jivan bhar ye tek nibhani dhnay dhnay narad ki vani mahima shiv ki jisne bakhani param punit sikh munivar ki bhole bhakt munivar ne mani dhnay dhnay narad ki vani mahima shiv ki jisne bakhani param punit sikh munivar ki ek dukhiya nari ne mani dhnay dhnay narad ki vani ganga ki pawan raj lake usse shiv ka ling bana ke bhakti sahit kar shanbh ka naman vidhtivat kar shankar ka pujan bel pattar aur ardhay chadhake dhup deep nayi vegay lagake pati pane ke liye kamna prabhu se karti rahi prathna solha somvar ke vrat kiye mil gayi reet ko meet suhani dhnay dhnay narad ki vani mahima shiv ki jisne bakhani dhnay dhnay narad ki vani jo solha somvar vrat kare tute na kram niyam ye dhare hota safal manorath uska sukhmay ho jivan path uska bichhda pati patni phir aaye putar ratan paman khil jaye bhara rahe dhan dhaan se ghar nit uski kabhi na hove haani dhnay dhnay narad ki vani