Dil Toh Pagal Hai, Dil Divana Hai Lyrics

dil to pagal hai dil divana hai pehlee pehlee bar milata hai yahee sine me phir aag lagata hai dhire dhire pyar sikhata hai yahee hansata hai yahee yahee rulata hai dil to pagal hai dil divana hai il to pagal hai dil divana hai saree saree rat jagata hai yahi ankhiyo se nind churata hai sachche jhuthe khwab dikhata hai yahee hansata hai yahee yahee rulata hai dil to pagal hai dil divana hai il to pagal hai dil divana hai is dil kee bato me jo aate hain wo bhee divane ho jate hain manjil toh rahee dhundh lete hain raste magar kho jate hain dil to pagal hai dil divana hai dil to pagal hai dil divana hai surat se mai na pehchanungee nam se bhee na usko janugee dekhungee kuchh na mai sochungee dil jo kahega vohee manungee dil to pagal hai dil divana hai ha ye pagal hai ha divana hai dil ka kehna sab sab mane dil na kisee kee mane jan di humne jan gaye sab ek wo hee na jane dil to pagal hai dil divana hai dil to pagal hai dil divana hai rehne do chhodo yeh kahaniya divanepan kee sab nishaniya logo kee saree pareshaniya is dil kee hai yeh saree meherbaniya dil to pagal hai dil divana hai dil to pagal hai dil divana hai saree saree rat jagata hai yahee ankhiyo se nind churata hai dhire dhire pyar sikhata hai yahee hansta hai yahee yahee rulata hai dil to pagal hai dil divana hai dil to pagal hai dil divana hai