Tere Kamre Mein Nahin Aaungi Lyrics

tere kamre mein nahin aaungi tere kamre mein nahin aaungi tu bada satata hai main jaanti hun tu kis karan main jaanti hun tu kis karan julmi mujhe bulata hai tere kamre mein nahin aaungi subaha ka vaada tera tera sham talak na aana subaha ka vaada tera tera sham talak na aana sham ka kahakar jana tera suhab talak na aana teri baato mein nahin aaungi maaf kar do teri baato mein nahin aaungi tu mujhe bulata hai tere kamre mein nahin aaungi laaj se gora mukhada mera ho jata hai gulabi laaj se gora mukhada mera ho jata hai gulabi rang badal dete hai mera tere nain sharabi na na main mar jaungi na na main mar jaungi dil mera ghabrata hai tere kamre mein nahin aaungi