Intoxicated Lyrics
jhumta aa raha hai kyu baadal
  jhumta aa raha hai kyu baadal
  jhumta aa raha hai kyu baadal
  ye bhi shayad koi sharabi hai
  chaal mastana, chaal mastana
  najar gulabi hai
  chaal mastana najar gulabi hai
  
  jaam jisne utha liya hai fana
  jaam jisne utha liya hai fana
  jaam jisne utha liya hai fana
  uski kismat me kaamyabi hai
  chaal mastana, chaal mastana
  najar gulabi hai
  chaal mastana najar gulabi hai
                            
                            
                        