Ye Raat Lyrics

pari dastano ki hur mere khwabon ki nain jiske tikhe the hoth gulabi the jiske aanchal mein dil ye simta tha jiski adaon pe jaan main deta tha koi yaad na aaye ye raat kat jaye tuta jo sapna dil ko na rulaye koi yaad na aaye ye raat kat jaye tuta jo sapna dil ko na rulaye wo mera mazi tha wo ek saya tha na jane kyu wo dil ko bhaya tha jhuthi wo kasame jhthe the vade pyar ka bandhan kyu ye saza de yara bina to mujhko bite pal ab na sataye mujhko mera kal pari dastano ki hur mere khwabon ki nain jiske tikhe the hoth gulabi the jiske aanchal mein dil ye simta tha jiski adaon pe jaan main deta tha wo mera mazi tha wo ek saya tha na jane kyu wo dil ko bhaya tha