Koyi Sapna Lyrics
?koi sapna tod gaya koi apna chod gaya faasle yun huye darmiyaan jaise wo kabhi mila hi na tha koi sapna kaise ye bataaun kya guzari hai dil pe kaise samjhau main hu kis bhanwar me tujhe kya khabar tujhe kya pata apna bandhan ho na sakaa adhura tha main adhura raha pyasa jivan pyasa raha jaise wo kabhi humara na tha koi sapna tera saya banke tere sung rahun main bhula dun ye duniya tumhare liye main ab aur is dil ko nahi do sazaa tere bin ye bahaar fizaa patjhad hai dhuaa hi dhuaa kate ye din kate na ye raat kate ye din kate na ye raat yun ghum ki hui barsaat koi sapna