A Medley Of Hits Lyrics
ghata aisi chhayi ghata aisi chhayi 
  kasam tod dali kasam tod dali 
  ghata aisi chhayi kasam tod dali
  kasam tod dali
  baras kar jo aayi kasam tod dali 
  kasam tod dali 
  ghata aisi chhayi kasam tod dali
  kasam tod dali
  
  ashkon ke moti humne piroye tamaam raat 
  ik bewafa ki yad mein ik bewafa ki yad mein 
  ik bewafa ki yad mein roye tamaam raat 
  ashkon ke moti humne piroye tamaam raat 
  ashkon ke moti humne
  botal ki hasina hain badi mastani hain
  botal ki hasina hain badi mastani hain 
  pine mein sharab hain dekhne mein pani hain 
  botal ki hasina hain badi mastani 
  pine mein sharab hain dekhne mein pani hain 
  botal ki hasina hain badi mastani hain
  
  ik ishq ka gham aafat aur uspe ye dil aafat 
  ya gham na diya hota na gham na diya hota 
  ya dil na diya hota 
  ik ishq ka gham aafat aur uspe ye dil aafat 
  ik ishq ka gham aafat aur uspe ye dil aafat 
  kisi se chhupke nahi khule aam pita hun 
  khule aam pita hun 
  dikha ke main teri dikha ke main teri 
  aankho ke jaam pita hun pita hun 
  kisi se chhupke nahi khule aam pita hun 
  khule aam pita hun khule aam pita hun 
  khule aam pita hun 
  
  allah hi allah kiya karo 
  dukh na kisi ko diya karo 
  allah hi allah kiya karo 
  dukh na kisi ko diya karo 
  jo duniya ka malik hain 
  naam usi ka liya karo 
  allah hi allah 
  jo duniya ka malik hain 
  naam usi ka liya karo 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah 
  allah hi allah allah hi allah
                            
                            
                        