Shayad Mai Palat Aaun Lyrics

shayad main palat aau, darwaza khula rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna hatho ki lakiro mein, hatho ki lakiro mein thodi si jagah rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna fariyaad mohabbat ki tadpayegi aakhir to ye jaan akele mein ghabrayegi aakhir to aapas ki ye ranjish hain mit jayegi aakhir to chahat ke gharondo ko tum yunhi saja rakhna chahat ke gharondo ko tum yunhi saja rakhna hatho ki lakiro mein thodi si jagah rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna sab log ye puchhenge kyun tumse khafa hu main ek baar wafa karke kyun tujhse juda hu main baksha na jise tumne kya aisi khata hu main umeed ke aangan mein ek shama jala rakhna umeed ke aangan mein ek shama jala rakhna hatho ki lakiro mein thodi si jagah rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna mumkin hai main khat likhu ashqo mein jo duba ho us khat ki siyahi mein jazbaat ka dariya ho milne ki tamanna hain har labz ye kehta ho guzre huye lamho ko seene se laga rakhna guzre huye lamho ko seene se laga rakhna hatho ki lakiro mein thodi si jagah rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna shayad main palat aau, darwaza khula rakhna