Yeh Mumbai Nagariya Lyrics
ye bambai nagariya main dhundhu dagariya dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya charon taraf kuch na aaye mujhko najariya dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya boriveli, andheri, lower parel note, sikkey, rupiyo ka hai yaha khel jawani ke mele yaha hote aise jise chahe, jaha chahe mil jaaye khel dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya jidhar dekhu najar aaye log pareshan aata, roti, dal, chawal ka hai imtihaan platform logo ke bane hai makaan bhukh, pyaas, daud, dhup iske nishan dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya jise puchho kahe wo to main hu insaan tu hai insaan to, hu main bhi hairaan kaam yaha dunga hai daam anjaan hu main kahin aur nahi ye hai hindustan dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya charon taraf kuch na aaye mujhko najariya dil se bolu, dil se bolu jaan se bolu, main hu mumbaiya ye mumbai nagariya main dhundhu dagariya