Raam Narayan Baja Bajata Lyrics
raam narayan baja bajata
  raam narayan baaja bajata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  sab logo ka dil bahalata
  sab logo ka dil bahalata re
  raam narayan baja bajata
  raam narayan baaja bajata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  
  wo kisi shokh nadi ki hai ravani dekho
  mere mahbub ki madmast javani dekho
  jake ulajha mai anadi jo uske jhumke se
  woh mujhe lut gayi maar gayi thumake se
  ho bambai hile dilli hile kalakatta hilela
  ki uski lachake jab kamariya toh saari duniya hilela
  raam narayan baja bajata
  raam narayan baaja bajata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  sab logo ka dil bahalata
  sab logo ka dil bahalata re
  raam narayan baja bajata
  raam narayan baja bajata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  
  yaar aankho me naya khvaab adhura laya
  leke hatho me apna taan tambura laya
  chhed ke saaj naye git bana deta hu
  chhori kaisi bhi ho mai usko pata leta hu
  he chali ri sajni sajan ghar ji ho jiya ab na jala
  abb na jala, jiya abb na jala
  abb na jala, jiya abb na jala
  doli kab leke aau mai ho dilajani bata
  raam narayan baja bajata
  raam narayan baja bajata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  jhum jhum jhum jhum thumka lagata
  sab logo ka dil bahalata
  sab logo ka dil bahalata re
                            
                            
                        