Kya Kaha Tujhe Main Bhul Jaau Lyrics
kya kaha tujhe main bhul jaau na tujhe yaad karu na tujhe yaad aau sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du teri gali na chhodu teri gali na chhodu duniya main chhod du teri gali na chhodu duniya main chhod du saanso ki dor se piya mala ka kaam lu saanso ki dor se piya mala ka kaam lu karke bahana ram ka karke bahana ram ka tera main naam lu karke bahana ram ka tera main naam lu sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du prem hai ye koi khel nahi ye koi do dino ka saiya mel nahi prem hai ye koi khel nahi ye koi do dino ka saiya mel nahi ja kaanta chubha ho paanv me, du main nikaal wo kaanta chubha ho paanv me, du main nikaal wo kaise nikaalu dil se main tere khayal ko kaise nikaalu dil se main tere khayal ko bhula tu karke vade pipal ki chhanv me bhula tu karke vade pipal ki chhanv me tujhsa nahi hai koi tujhsa nahi hai koi harjai gaanv me tujhsa nahi hai koi harjai gaanv me sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du chhod de mera hath channa na majak kare mere sath channa chhod de mera hath channa na majak kare mere sath channa main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu kaliya bhari bahar ki baago se noch lu phir ha karungi baalma pahle main soch lu phir ha karungi baalma pahle main soch lu dekha hansa diya tujhe ho taange wale yaar dekha hansa diya tujhe ho taange wale yaar rutha hua tha mahiya rutha hua tha mahiya maine mana liya rutha hua tha mahiya maine mana liya sheeshi bhari gulaab ki patthar pe tod du patthar pe tod du patthar pe tod du