Aankho Ke Aage Pichhe Lyrics
aankho ke aage piche aankho ke aage piche 
  palko ke upar niche kitne hi tufan the dil ke andar
  maine kiye par sat samundar
  maine kiye par sat samundar 
  aankho ke aage piche aankho ke aage piche 
  palko ke upar niche kitne hi tufan the dil ke andar
  maine kiye par sat samundar
  maine kiye par sat samundar
  
  ek to shabab aaya mausam kharab aa gaya
  ek to shabab aaya mausam kharab aa gaya
  uspe kayamat hai dil ye janab aa gaya 
  machale yu arma
  machale yu arma machale yu arma
  machale yu arman is dil ke andar
  maine kiye paar sat samundar
  maine kiye paar sat samundar
  
  dil dagmaga na jaye dam ladkhada na jaye
  dil dagmaga na jaye dam ladkhada na jaye
  bato bato me kahi hotho pe aa na jaye
  hai jo dastan hai jo dastan hai jo dastan
  hai jo dastan is dil ke andar
  maine kiye paar sat samundar
  maine kiye paar sat samundar
  aankho ke aage piche palko ke upar niche
  kitne hi toofan dil ke andar
  maine kiye paar sat samundar
  maine kiye paar sat samundar
                            
                            
                        