Nazar Shanaas Tha Lyrics
najar shanas tha kya kaam kar gaya wo bhi 

  jubaan ka zakham ka baaton se bhar gaya wo bhi 

  zamen ki maang tarasti thi 
  zamen ki maang tarasti thi jiski shabnam ko 
  ye kya kiya ke aag laga kar gujar gaya wo bhi 
  ye kya kiya ke aag laga kar gujar gaya wo bhi 
  jubaan ka zakham ka baaton se bhar gaya wo bhi 
  najar shanas tha kya kaam kar gaya wo bhi 
  
  wo raat bhar teri galiyon mein ghumne wala 
  wo raat bhar teri galiyon mein ghumne wala ghumne wala 
  wo raat bhar teri galiyon mein ghumne wala
  ye kya hua ki sare shaam ghar gaya wo bhi 
  ye kya hua ki sare shaam ghar gaya wo bhi 
  jubaan ka zakham ka baaton se bhar gaya wo bhi 
  najar shanas tha kya kaam kar gaya wo bhi 
  
  hawaye shahre meri shohrate aisi thi 
  hawaye shahre meri shohrate aisi thi 
  kisi ka zulm magar mere sar gaya wo bhi 