Shishi Bhari Gulaab Ki Lyrics

kya kaha tujhe main bhul jau na tujhe yad karu na tujhe yad aau shishi bhari gulab ki patthar pe tod du shishi bhari gulab ki patthar pe tod du teri gali na chhodu teri gali na chhodu duniya main chhod du teri gali na chhodu duniya main chhod du saanso ki dor se piya mala ka kaam du saanso ki dor se piya mala ka kaam du karke bahana ram ka karke bahana ram ka tera main naam lu karke bahana ram ka tera main naam lu shishi bhari gulab ki patthar pe tod du prem hai ye koi khel nahi ye koi do dilo ka saiya mel nahi prem hai ye koi khel nahi yeh koi do dilo ka saiya mel nahi jo kanta chhubha ho panv me du main nikal wo jo kanta chhubha ho panv me du main nikal wo kaise nikalu dil se main tere khayal ko kaise nikalu dil se main tere khayal ko bhula tu karake wade pipal ki chhav me bhula tu karake wade pipal ki chhav me tujhsa nahi hai koi tujhsa nahi hai koi harjayi ganv me tujhsa nahi hai koi harjayi ganv me shishi bhari gulab ki patthar pe tod du chhod de mera hath channa, na majak kare mere sath channa chhod de mera hath channa, na majak kare mere sath channa main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu main kaliya bhari bahar ki baago se noch lu phir ha karungi balama pehle main soch lu phir ha karungi balama pehle main soch lu dekha hasa diya tujhe o tange wale yar dekha hasa diya tujhe o tange wale yar rutha hua tha mahiya rutha hua tha mahiya maine mana liya rutha hua tha mahiya maine mana liya shishi bhari gulab ki patthar pe tod du patthar pe tod du, patthar pe tod du